COMMON SERVICE CENTRE

कमर जन सुविधा केंद्र कटिया कम्मू शाहजहाँपुर उत्तर प्रदेश भारत

नियर नूरी जमा मस्जिद E-MAIL- sherjsk.khan@outlook.com
WELCOME TO KAMAR JAN SUVIDHA KENDRA

SHAAN-E-AALA HAZRAT

 POST NO - 1:



SHAAN-E-AALA HAZRAT HADEES: KANZUL UMMAL, VOL-10, PG NO-229, HADEES NO-29,209. Hazrat Imam Hasan رَضِیَ اللهُ عَنْهُ Se Marvi Hai Woh Farmate Hai Ke Allah Ke Nabi ﷺ Ne Irshaad Farmaya “Allah عزوجل Ki Rehmat Ho Mere Khulfa Par”. Imam Hasan رضي الله عنه Kehte Hai Ke Nabi ﷺ Ne In Jumlo Ko Teen Martaba Farmaya. Aur Hazrat Hasan رضي الله عنه Kehte Hai Ke Fir Sahaba Ne Arz Kiya Ya Rasoollallah! ﷺ Aapke Khulfa Kaun Hai? Allah Ke Rasool ﷺ Farmate Hai Mere Khulfa Woh Hai Jo Meri Sunnat Ko Zinda Kare. IMAM IBNE ASAKIR NE TAARIKHE DAMISHQUE ME HADEES NO-61 PAR NAKAL KIYA. ASHAAR: Nabi ﷺ Ki Pyaari Sunnato Ko Jisne Zinda Kardiya Durud Ko Salaam Ko Hamesha Aam Kardiya Isiliye Yeh Sunni Unpe Jaan Se Nisaar Hai Raza Zindabaad Raza Zindabaad Raza Zindabaad Raza Zindabaad


POST NO - 2: SHAAN-E-AALA HAZRAT HADEES: ABU DAWOOD SHAREEF, VOL-3, HADEES NO-887. Hazrat Abu Huraira رَضِیَ اللهُ عَنْهُ Se Riwayat Hai Woh Farmate Hai Ke Allah Ke Nabi ﷺ Se Mujhko Jo Kuch Ilm Hasil Hua. Un Tamaam Uloom Me Se Yeh Baat Bhi Maine Nabi ﷺ Se Suni Ke Allah Ke Nabi ﷺ Ne Irshaad Farmaya Har 100 Saal Me Meri Ummat Me Allah Taala Ek Shaks Ko Bhejta Hai. Jo Deen Ki Tajdeed Karta Hai Yaani Deen Ko Nikhaar Deta Hai. EXPLANATION: Har Sadi Me Allah Ek Mujaddid Ko Bhejta Hai Jo Deen Ko Nikhaar Deta Hai. Aur Imam Ahmed Raza Me Mujaddid Hone Ki Woh Tamaam Sharayat Pai Jaati Hai Aur Unke Daur Ke Tamaam Aulama-e-Ahle Sunnat Ne Imam Ahmed Raza Ko Is Sadi Ka Mujaddid Tasleem Kiya. ASHAAR: Woh Apne Waqt Ke Beshak Imame Bu Hanifa The Koi Saani Nahi Milta Imam Ahmed Raza Khan Ka



POST NO - 3: SHAAN-E-AALA HAZRAT ZABAR KO ZAIR PADHTE: Ek Martaba Aala Hazrat Apne Ustaad Se Quran Padh Rahe The. Jab Ek Aayat Par Pohonche Toh Usko Zair Se Padha. Toh Ustaad Ne Toka, Beta Yeh Zabar Hai Zabar Se Padho. Aapne Fir Zair Se Padha. Ustaad Baar Baar Tok Rahe Hai Lekin Aap Zair Se Padhte Hai. Jab Aapke Dada Raza Ali Khan Ne Dekha, Aap Paas Me Hi Baithe Hue The. Raza Ali Khan Kehte Hai Bete Ahmed Raza, Jaisa Ustaad Padhate Hai Waise Hi Padhiye. Aala Hazrat Fir Zair Se Padhte Hai. Toh Raza Ali Khan Ko Thoda Shak Hua Ke Kya Baat Hai Ahmed Raza Ke Ustaad Bhi Baar Baar Tok Rahe Hai Mai Bhi Keh Raha Hu Fir Bhi Zair Se Padhte Hai. Farmaya Quran Laya Jaye. Jab Quran Ka Nuskha Laya Gaya Toh Usme Dekha Gaya Toh Zabar Tha, Fir Dusra Nuskha Laya Gaya Toh Zabar Tha, Fir Teesra Nuskha Laya Gaya Toh Usme Zair Hi Tha. Aur Uske Baad Jitne Bhi Nuskhe Laye Gaye Sabme Zair Hi Tha. Malum Hua Ke Aala Hazrat Jo Padh Rahe The Woh Hi Sahi Tha. Magar Jis Quran Ke Nuskhe Se Ustaad Padha Rahe The Usme Kitaabat Ki Galti Se Zabar Aagaya Tha. Allama Raza Ali Khan Farmate Hai, Beta Jab Yeh Zabar Likha Hua Tha Toh Tumne Zabar Kyu Nahi Padha, Zair Hi Kyu Padhte The. Toh Aala Hazrat Kehte Hai Dada Huzoor Mai Toh Chahta Tha Ke Zabar Se Padhu. Lekin Meri Zaban Mere Ikhtiyaar Me Nahi Rehti Thi. Be Saakhta Zair Hi Nikalta Tha. Chunanche Aapke Dada Raza Ali Khan Aapki Peshaani Par Bosa Dete Hai Aur Farmate Hai Ahmed Raza, Allah Ka Tum Par Yeh Fazlo Karam Hai Ke Tumhaari Zabaan Se Woh Koi Galat Nahi Nikalwata Hai.


POST NO - 4: SHAAN-E-AALA HAZRAT BACHPAN KA TAQWA: Aala Hazrat Ne Ek Din Roza Rakha, Aur Gaaliban Us Waqt Aapki Umar 3 Saal Thi. Lekin Bareli Shareef Me Dhup Ki Shiddat Ki Wajah Se Aap Kamzori Mehsus Karne Lage. Ghar Me Iftaari Ki Tayyariyan Ho Rahi Thi. Kheer Banai Ja Rahi Thi, Firni Banai Ja Rahi Thi. Aur Ek Kamre Me Firni Jama Karke Rakhi Gayi Thi. Aala Hazrat Ke Waalid Ne Jab Dekha Ke Bacche Ki Haalat Nidhaal Hai Bhook Bardaash Nahi Ho Pa Rahi Thi. Aapke Waalid Naki Ali Khan Ne God Me Liya Aur Sabki Nigaaho Se Bachakar Us Kamre Me Daakhil Hote Hai Jahan Firni Jama Ki Ja Rahi Thi. Uske Baad Darwaaze Ko Band Kar Diya Aur Ek Firni Ka Katora Uthakar Kehte Hai Ahmed Raza Isko Khaalo Hum Kisi Se Kuch Nahi Kahenge. Toh Aala Hazrat Muskurate Hai Aur Kehte Hai Ke Isko Khaalunga Toh Koi Dekh Nahi Raha Aur Aap Kisi Se Kuch Kahenge Bhi Nahi. Magar Jiske Liye Roza Rakha Hai Woh Toh Dekh Raha Hai, Woh Toh Jaanta Hai. Bas Jaise Hi Waalide Girami Ne Yeh Suna Aankhon Se Aansu Jaari Ho Gaye.


POST NO - 5: SHAAN-E-AALA HAZRAT KHEL KUD SE DUR: In Sab Kitabo Me Musannif Likhte Hai Ke Bachpan Ke Aalam Me Aala Hazrat Khel Kud Me Hissa Nahi Liya Karte The. Haalaake Bareli Me Us Waqt Patang Kasrat Se Udhaai Jati Thi, Lekin Aapko Patang Ka Shauk Bhi Nahi Tha. Agar Aapke Ghar Me Patang Kat Kar Bhi Aa Jati Toh Aap Us Patang Ko Uthaate Aur Waalide Girami Ke Palang Ke Niche Rakh Dete. Jab Aapke Waalid Puchte Ke Yeh Kisne Rakha. Toh Aapki Waalida Aapka Naam Batati. Toh Aapke Waalide Girami Hazrat Naki Ali Khan Muskura Kar Farmate Ke Ahmed Raza Ko Khel Kud Me Mashgala (Interest) Hai Hi Kaha. Unhe Toh Padhne Padhane Ka Shauk Hai. Shayad Yeh Patang Hamare Liye Udhaane Ke Liye Chod Gaye Hai.

POST NO - 6: SHAAN-E-AALA HAZRAT USTAAD KI ISLAAH: Bachpan Me 3.5 Saal Ki Umar Me Ek Martaba Aap Ghar Me Apne Ustaad Se Padh Rahe The Ke Itne Me Ek Bacche Ka Dakhila Hota Hai. Bacche Ne Salaam Kiya Assalamu Alaikum. Toh Ustaad Ne Jawaab Diya Jeete Raho. Aala Hazrat Farmate Hai Yeh Jawaab Thodi Na Hua. Aapke Ustaad Ne Pucha, Fir Iska Jawaab Kya Hai. Farmaya Wa Alaikumus Salaam. Ustaad Ne Peshaani Chumi Aur Farmaya Sahab Zaade, Hum Aapko Nahi Sikhaate Hai Balke Aap Hamaari Islaah Karte Hai.

POST NO - 7: SHAAN-E-AALA HAZRAT AALA HAZRAT KI ZAHAANAT KA AALAM: Aala Hazrat Ke Kuch Ustaado Ka Yeh Haal Tha Ke Aapki Zahaanat Ko Dekhkar Bade Mutajjib Ho Jaate. Ek Ustaad Ka Toh Yeh Haal Tha Ke Haath Pakadte, Kamre Me Le Jaate, Darwaaza Band Karte, Khidki Band Karte Aur Kehte Ahmed Raza Mai Tumhe Allah Ka Waasta Deta Hu, Koi Sunne Wala Nahi Hai. Yeh Raaz Tumhaare Aur Mere Darmiyaan Rahega. Allah Ka Waasta Sahi Sahi Batao Tum Jin Ho Ya Insaan. Yaani Aala Hazrat Ki Zahaanat Ko Dekh Kar Unko Shak Hota Ke Yeh Insaan Hai Bhi Ke Nahi. Toh Aala Hazrat Muskuraate Aur Farmate Ba Khuda Mai Insaan Hi Hu. Khuda Ka Shukr Hai Ke Usne Mujhe Jin Nahi Balke Insaan Banakar Paida Kiya.

POST NO - 8: SHAAN-E-AALA HAZRAT BACHPAN AUR ILME DEEN: Aala Hazrat Ne 4 Saal Ki Umar Me Quran Shareef Ka Naazra Mukammal Farmaya. Jab Aapki Umar 6 Saal Ki Hui Toh Aala Hazrat Ne Jashne Eid Miladun Nabi Ke Mauke Par 1:45 Ghante, Rasoollallah ﷺ Ki Seerat Aur Fazeelat Par Pehla Bayaan Farmaya. (Us Majme Me Bohot Se Us Waqt Ke Jayyad Aulma Maujood The). 8 Saal Ki Umar Me Aapne Sabse Pehli Kitaab Likhi (Hidayatun Nauh - Arbi Grammer Ki Sharah Farmai). Jab Aapki Umar 10 Saal Ki Hui Toh Darsi Kitaab, Jo Madarse Me Dars Me Padhai Jaati Hai (Musallamas Suboot). Is Kitaab Ka Aapne Haashiya Likha. Fir Uske Baad Likhte Hi Gaye Likhte Hi Gaye. ASHAAR: “WAADI RAZA KI KOHE HIMALA RAZA KA HAI.” “JIS SIMT DEKHIYE WOH ILAAKA RAZA KA HAI.” “AURO NE TOH BOHOT KUCH LIKHA HAI ILM-E-DEEN PAR.” “LEKIN IS SADI ME JO HAI WOH TANHA RAZA KA HAI.”

POST NO - 9: SHAAN-E-AALA HAZRAT TAALIM KAHA SE AUR KINSE HAASIL KI: Aala Hazrat Ne Apne Ghar Se Hi Taalim Haasil Ki, Kabhi Madarse Me Dakhila Nahi Liya. Aur Digar Ustaad Jinse Aapne Taalim Hasil Ki Woh Yeh Hai: Shah Aale Rasool Mahrervi (Jo Aapke Peero Murshid Bhi Hai) Sheikh Ahmed Bin Zain Shafai Makki (Makka Ke Bohot Bade Muhaddis The) Sheikh Abdul Rehman Siraj Makki Allama Abdul Ali Rampuri Abdul Husain Noori Sheikh Husain Bin Sauleh Mirza Gulam Kadar Baig

POST NO - 10: SHAAN-E-AALA HAZRAT AALIM KAB BANE: 1869 Iswi Me Aala Hazrat Mukammal Aalim Ban Gaye. Aur Aap Khud Farmate Hai Ke Jis Waqt Mai Aalim Ban Gaya Aur Meri Dastaar Bandi Hui, Us Waqt Meri Umar 13 Saal, 10 Maah, 5 Din Thi. PEHLA FATWA KAB DIYA: Aala Hazrat Ne Pehla Fatwa 14 Shaaban 1286 Hijri Me, Razaat Ke Taaluq Se Diya. Us Waqt Aapki Umar 14 Saal Thi. Aala Hazrat Se Alag Alag Jagaho Se Fatwe Puche Jaate The. Jaise Burma, Asia, Africa, Chin, Afghanistan, Hijaze Muqqaddas (Saudi Arab), America, etc. FATAWA-E-AFRICA KAISE BANI: Africa Se Itne Sawalaat Aate The Ke Jab Mureedeen Aur Shaagirdo Ne Un Fatwo Ko Jama Kiya Toh Ek Mustakeel Kitaab Ban Gayi. Jisko Aaj Fatawa-e-Africa Kaha Jaata Hai. (Sirf 1 Saal Ke Fatwo Ko Jama Kiya Gaya).


POST NO - 11: SHAAN-E-AALA HAZRAT FATAWA-E-RAZAVIYA KAISE BANI: Aakhri Waqt Ke Jo Fatwe Jama Karna Shuru Kiya Gaya Toh Ek Mustakeel Fatawa Ki Zakheer Kitaab Ban Gayi. Jo Aaj 30 Jildo Me Fatawa-e-Razaviya Ke Naam Se Mashhur Hai. Aur Taajub Ki Baat Yeh Hai Ke Is Fatawe Me Aala Hazrat Se Jis Zabaan Me Sawaal Hota, Toh Aap Usi Zabaan Me Jawaab Inaayat Farmate. Yaha Tak Ke Agar Ashaar Me Sawaal Hota Toh Ashaar Ke Zariye Hi Aap Jawaab Dete. Jise Chahiye Woh Fatawa Razaviya Uthaake Dekh Sakta Hai. ASHAAR: “MINAARE KASRE RAZA TOH BULAND KAAFI HAI, TUM USKE PEHLE ZEENE PAR HI CHADH KAR DIKHLADO.” “FATAWA RAZAVIYA TOH EK KARAAMAT HAI, HADAAIKE BAKHSHISH HI PADH KAR DIKHLADO.”

POST NO - 12: SHAAN-E-AALA HAZRAT KITNE ULOOM HAASIL KIYE AUR KISSE: Aala Hazrat Ne Kul 55 Uloom Par 1300 Kitaabe Likhi Hai. Aur Unme Se Chand Uloom Yeh Hai. Hadees, Usoole Hadees, Quran, Fiqh, Tafseer, Lugat, Nujoom, Riyazi, Geographiya, Algebra, etc. Aap Khud Farmate Hai Ke 55 Uloom Me Se 21 Uloom Woh Hai Jo Maine Apne Waalid Se Haasil Kiye Hai Aur Padha Hai. Aur 24 Uloom Woh Hai Jo Dusre Ustaado Se Liya Hai Aur 10 Woh Hai Jo Maine Kisi Se Padha Hi Nahi. Allah Aur Uske Rasool ﷺ Ke Fazlo Karam Se Mujhe Ataa Kar Diya Gaya.

POST NO - 13: SHAAN-E-AALA HAZRAT BACHPAN ME FATWA: 8 Saal Ki Umar Me Aala Hazrat Ne Pehla Fatwa Diya. Us Waqt Aap Mufti Nahi Kehlaate The. Allama Irshaad Husain Rampuri Alaihir Rehma Us Daur Ke Bohot Bade Aalim The. Unka Fatwa Aala Hazrat Ke Waalid Maulana Naki Ali Khan Ke Paas Tasdeek Ke Liye Aaya Tha. Aala Hazrat Ke Waalid Ne Fatwe Ki Tasdeek Kardi. Ittefaak Se Woh Fatwa Aala Hazrat Ko Dikha Aur Aapne Uthaaya Aur Uthaane Ke Baad Ek Dusra Jawab Likha Aur Us Jawab Me Allama Irshaad Husain Rampuri Ke Fatwe Par Aeteraaz Tha Yaani Ikhtelaaf Tha. Aala Hazrat Ke Walid Ne Jab Dekha Ke Isme Ahmed Raza Ki Dasta Khat (Sign) Hai. Toh Aapne Aala Hazrat Ko Bulaya Aur Farmaya Ahmed Raza Yeh Jawaab Aapne Likha Hai. Kaha Ha Hamne Likha Hai. Waalide Girami Kehte Hai Mai Tasdeek Karta Hu Ke Aaphi Ka Jawaab Sahi Hai. Magar Abhi Aapki Umar Is Layak Nahi Hai Ke Fatwa Diya Kare. Lihaza Jab Waqt Aayega Tab Fatwa Dijiye. Yeh Kehkar Aap Chale Gaye. Baad Me Aapke Waalide Girami Naki Ali Khan Apne Shaagirdo Se Farmate Hai Ke Ahmed Raza Ne Woh Jawab Diya Hai Is Umar Me, Ke Bade Se Bada Bhi Aisa Jawab Likh Kar Batade Toh Mai Uske Ilm Ka Loha Maanlu.
Share:

ucl version 188-1 adhar find problem I csc ucl software version

 

Aadhaar Software 3.3.4.2/188-1 Updation News Aadhaar Software 3.3.4.2/188-1 Auto Update & First Login Interface | Aadhaar Software New Version

ucl version 188-1 adhar find problem I csc ucl software version 188-1 मे आधार find की समस्या

csc ucl version 188 I ucl new version 188-1 I ucl new version update manual I csc UCL 3.3.4.2/188-1newupdate

UCL 188-1 download

UCL188-1 Software Link
Software 188-1
Proxy File 188-1
Software 188-1

Full Setup File



Cover Topic ucl new version ucl new version 188-1 ucl new version 184-3 ucl new version update ucl version 188 ucl new version 184-3 ucl new version ucl latest version ucl new version 185-2 csc ucl new update csc ucl new update today csc ucl news today csc ucl news csc ucl new update 2024 csc ucl new registration 2024 csc ucl new credentials aadhaar ucl new update aadhaar ucl new update 2024 aadhaar ucl new update 182-1 csc aadhaar ucl new update aadhaar ucl latest news csc aadhaar ucl new update 2024 ucl new update today ucl new update ucl new update 184-3 ucl new update 2024 ucl new update 182-3 ucl new update 2024 ucl latest update csc ucl new update aadhaar ucl new update csc ucl new update today ucl new version update csc ucl new update 2024 aadhaar ucl new update 2024 ucl software new update csc ucl new update csc ucl new aadhaar enrollment csc ucl new update today csc ucl new update 2024 csc ucl new registration 2024 csc ucl new version 182 csc ucl new version csc ucl new credentials csc ucl new update 2024 csc ucl new update 184-3 csc ucl new version 184 csc ucl new csc ucl new registration csc ucl new registration 2024 csc ucl new version csc ucl new credentials csc ucl new update 2024 csc ucl new update 184-3 csc ucl new version 184
Share:

15 August 2024 English Speech : 15 अगस्त पर अंग्रेजी में भाषण



Honorable guests, teachers, and my dear friends,

Today is a day of pride for every Indian. 15th August… Independence Day… Call it by any name. But if you don't remember the brave soldiers of India while calling those names, then think again. Because the freedom we are celebrating today is because of them.

The blood of martyrs of the country has brought color

The name of freedom is jumping in the world

Through these lines of Firaq Gorakhpuri, we salute all those freedom fighters who fought to liberate the country without caring about their lives.

Sare Jahan Se Achcha, Hindustan Hamara,

Hum Bulbule Hain Iski, Ye Gulistan Hamara

These lines remind us how great and full of diversity our country is. The culture, language and traditions of our country give us a unique identity. And how long have we struggled for this identity. 1-

Respected Principal, teachers, all the guests present here and all my dear friends…

First of all, I wish you all a very Happy Independence Day. Today we all have gathered here to celebrate the 78th Independence Day. The whole country is immersed in the celebration of the anniversary of independence. This year the Government of India is celebrating Independence Day under the theme 'Developed India'. Through this theme, the Government of India is focusing on making the country a developed nation by 2047.

Friends, the auspicious day of 15th August holds the most importance in the political history of India. 15th August is the day when the country was freed from the shackles of 200 years of slavery of the British. A lot of atrocities were committed on the people of the country during the British rule. Hundreds of freedom fighters sacrificed their lives to free the people of the country from the atrocities of the British rule. In such a situation, this day is also to remember the sacrifice of those great revolutionaries and freedom fighters who put everything at stake to get the country freedom. Many revolutionaries and freedom fighters like Mahatma Gandhi, Subhash Chandra Bose, Bhagat Singh, Mangal Pandey, Rajguru, Sukhdev, Jawaharlal Nehru, Lala Lajpat Rai, Bal Gangadhar Tilak played an important role in liberating the country. This day is to salute and pay tribute to all these revolutionaries and freedom fighters.

Friends! 15th August comes every year and awakens the feeling of 'we are free and will remain free' in our hearts and minds. This biggest national festival creates a stir of nation and nationalism. It tells the account of what the nation lost and what it gained in the year. A sense of duty for Mother India and the independent power of India is awakened.

Let us salute the national flag. Repeat our resolve towards the welfare of the nation. Take a pledge to always remain dedicated towards the development and security of the country and the welfare of the countrymen. Now I would like to conclude my speech. Once again Happy Independence Day to all of you.

Example 2-

The reason for our gathering today is very important because today is Independence Day. This is the day when the efforts of our great leaders like Mahatma Gandhi, Jawaharlal Nehru, Bhagat Singh, Subhash Chandra Bose, Sardar Patel and many others were successful. Our dream of getting independence was fulfilled on 15th August 1947. It is time to promote such activities that are useful for our country. We need to understand the true meaning of freedom.

Freedom does not mean that you can do anything you want freely but it is the name of freedom to feel, speak, learn, perform and live your life. It gives us the power and courage to tell anyone that you are doing wrong things. We should promise to do such actions that make us a good patriot and a good resident of our country. We should plant trees and keep our country clean and safe. We should make our country the best liveable area in the world. Let us work together for India. Thank you!

3- Example of speech on Independence Day (Independence Day Speech)

Respected Principal, teachers, all the guests present here and all my dear friends...

First of all, I wish you all a very Happy Independence Day. Today we are here to celebrate the 78th Independence Day of the country. The whole country is celebrating the 78th Independence Day of India.

"Greetings, respected guests, teachers, parents, and my dear friends. Today, we all have gathered here to celebrate the most important day of India, our 'Independence Day'. This day not only marks the independence of our country, but it also reminds us of the millions of freedom fighters who gained independence for us without caring about their lives. Today we pay tribute to them and remember their legacy."

Conclusion

"Today, we must take a pledge that we will always be ready for the progress and unity of our country. Let us together build the India of the dreams of our freedom fighters. On this auspicious occasion of Independence Day, I thank you and hope that together we will make India even brighter. Jai Hind

Share:

Best 15 August Speech 2024: स्वतंत्रता दिवस पर सबसे दमदार भाषण, गूंजेगी बस तालियाँ ही तालियाँ और आपकी ही तारीफ



माननीय अतिथि गण, शिक्षकगण, और मेरे प्यारे साथियों,
आज का दिन हर भारतीय के लिए गौरव का दिन है। 15 अगस्त… स्वतंत्रता दिवस… इंडिपेंडेंस डे… चाहे जिस नाम से पुकार लो। लेकिन वो नाम पुकारते हुए अगर आपको भारत के शूरवीरों की याद न आए, तो दोबारा सोचना। क्योंकि आज हम जिस आजादी का जश्न मना रहे हैं, ये उन्हीं की बदौलत है।

लहू वतन के शहीदों का रंग लाया है
उछल रहा है जमाने में नाम-ए-आजादी
फिराक गोरखपुरी की ये पंक्तियों के जरिए हम उन सभी स्वतंत्रता सेनानियों को नमन करते हैं, जिन्होंने अपनी जान की परवाह किए बिना देश को आजाद कराने के लिए संघर्ष किया था।

सारे जहां से अच्छा, हिन्दोस्तां हमारा,

हम बुलबुले हैं इसकी, ये गुलिस्तां हमारा
ये पंक्तियां हमें याद दिलाती हैं कि हमारा देश कितना महान और अनेकताओं से भरा है। हमारे देश की संस्कृति, भाषा और परंपराएं हमें एक अनोखी पहचान देती हैं। और इस पहचान के लिए हमने कितना लंबा संघर्ष किया है।

अनेकों सेनानियों ने अपने जीवन का बलिदान देकर हमें स्वतंत्रता दिलाई। उनके साहस और बलिदान को शब्दों में बयां नहीं किया जा सकता। उनकी वीरता को नमन करते हुए हमें यह भी याद रखना चाहिए कि आजादी सिर्फ हमारा अधिकार नहीं। स्वतंत्रता का मतलब केवल विदेशी शासन से मुक्ति नहीं है। आजादी के साथ आती हैं जिम्मेदारियां। हर 15 अगस्त हमें फिर से याद दिलाता है कि हमें अपनी आत्मनिर्भरता, समानता और स्वतंत्रता बनाए रखने के लिए निरंतर प्रयासरत रहना होगा।

आजादी का जश्न मनाते हुए हमें ये नहीं भूलना चाहिए कि अभी भी देश की प्रगति के लिए कितना कुछ किया जाना बाकी है। यह सुनिश्चित करना बाकी है कि भारत का हर नागरिक स्वतंत्रता दिवस पर खुद को आजाद, सशक्त और सुरक्षित महसूस कर रहा हो। कोई भूखा न हो। हर व्यक्ति शिक्षित हो। सबके सिर पर छत हो। हर शरीर स्वस्थ हो।

आइए.. हम एक राष्ट्र के रूप में हमारे सामने आने वाली चुनौतियों को भी स्वीकार करें। असमानता और अन्याय से लेकर भ्रष्टाचार और विभाजन तक, एकजुट होकर हर वो लड़ाई लड़ें जो हमारी आजादी के लिए खतरा हैं। वो आजादी, जिसके लिए आज भी लाखों जवान अपनी जान की बाजी लगाकर सरहद पर तैनात हैं।
इसी जगह इसी दिन तो हुआ था ये एलान
अंधेरे हार गए ज़िंदाबाद हिन्दोस्तान
धन्यवाद। जय हिंद।

1-

आदरणीय प्राधानाचार्य, शिक्षकगण, यहां उपस्थित सभी अतिथि महोदय और मेरे सभी प्यारे साथिय़ों…

सबसे पहले मैं आप सभी को स्वतंत्रता दिवस की हार्दिक शुभकामनाएं देता हूं। आज हम सभी यहां 78वां स्वतंत्रता दिवस मनाने के एकजुट हुए हैं। पूरा देश आजादी की सालगिरह के जश्न में डूबा है। इस वर्ष भारत सरकार ‘विकसित भारत’ थीम के तहत स्वतंत्रता दिवस मना रही है। इस थीम के जरिए भारत सरकार 2047 तक देश को एक विकसित राष्ट्र बनाने की दिशा में फोकस कर रही है।

साथियों, 15 अगस्त का शुभ दिन भारत के रीजनीतिक इतिहास में सबसे ज्यादा अहमियत रखता है। 15 अगस्त ही वह दिन है जब देश को अंग्रेजों की 200 सालों की गुलामी की बेड़ियों से मुक्ति मिली थी। ब्रिटिश राज में देश की जनता पर काफी अत्याचार किए गए। ब्रिटिश हुकूमत के जुल्मों से देश की जनता को छुटकारा दिलाने के लिए सैंकड़ों स्वतंत्रता सेनानियों ने अपने प्राणों की आहुति दे दी। ऐसे में यह दिन उन महान क्रांतिकारियों और स्वतंत्रता सेनानियों के बलिदान को याद करने का भी है, जिन्होंने देश को आजादी दिलाने के लिए अपना सब कुछ दांव पर लगा दिया। देश को आजाद कराने में महात्मा गांधी, सुभाष चंद्र बोस, भगत सिंह, मंगल पाण्डे, ,राजगुरु, सुखदेव, जवाहरलाल नेहरु, लाला लाजपत राय, बाल गंगाधर तिलक जैसे कई क्रांतिकारियों और स्वतंत्रता सेनानियों का अहम योगदान रहा। यह दिन इन सभी क्रांतिकारियों और स्वतंत्रता सेनानियों को नमन करने और श्रद्धांजलि देने का दिन है।

साथियों! 15 अगस्त हर साल आता है और हमारे दिलोदिमाग में ‘हम स्वतंत्र हैं और स्वतंत्र रहेंगे’ का भाव जागृत कर चला जता है। यह सबसे बड़ा राष्ट्रीय पर्व राष्ट्र और राष्ट्रीयता की हलचल पैदा कर जाता है। वर्ष में राष्ट्र ने क्या खोया और क्या पाया का हिसाब बता जाता है। भारत माता और भारत की स्वतंत्र सत्ता के लिए कर्तव्य का भाव जगा जाता है।

आइए हम राष्ट्र ध्वज को नमन करें। राष्ट्र के कल्याण के प्रति अपने संकल्प को दोहराएं। देश के विकास व सुरक्षा और देशवासियों के कल्याण के प्रति हमेशा समर्पित रहने की प्रतिज्ञा लें। अब मैं अपने भाषण का समापन करना चाहूंगा। एक बार फिर से आप सभी को हैप्पी इंडिपेंडेंस डे।

उदाहरण 2-

आज हमारे एकत्र होने का कारण बहुत महत्वपूर्ण है क्योंकि आज स्वतंत्रता दिवस है। यह वह दिन है जब हमारे महान नेताओं जैसे महात्मा गांधी, जवाहरलाल नेहरू, भगत सिंह, सुभाष चंद्र बोस, सरदार पटेल और कई अन्य लोगों के प्रयास सफल हुए। 15 अगस्त 1947 को हमारा आजादी पाने का सपना पूरा हो गया। यह समय ऐसी गतिविधियों को बढ़ावा देने का है जो हमारे देश के लिए उपयोगी हों। हमें आजादी के सही अर्थ को समझने की जरूरत है।

आज़ादी का मतलब यह नहीं है कि आप खुलकर कुछ भी करना चाहते हैं बल्कि यह आज़ादी महसूस करने, बोलने, सीखने, प्रदर्शन करने और अपना जीवन बिताने का नाम है। यह हमें किसी को भी यह बताने की शक्ति और साहस देता है कि आप गलत काम कर रहे हैं। हमें ऐसे कार्य करने का वादा करना चाहिए जो हमें एक अच्छा देशभक्त और हमारे देश का एक अच्छा निवासी बनायें। हमें पेड़ लगाना चाहिए और अपने देश को स्वच्छ और सुरक्षित रखना चाहिए। हमें अपने देश को दुनिया का सबसे अच्छा रहने योग्य क्षेत्र बनाना चाहिए। आइए भारत के लिए मिलकर काम करें। धन्यवाद!

3- स्वतंत्रता दिवस पर भाषण का उदाहरण ( Independence Day Speech )

आदरणीय प्राधानाचार्य ,शिक्षकगण, यहां उपस्थित सभी अतिथि महोदय और मेरे सभी प्यारे मित्रों... 
सबसे पहले मैं आप सबको स्वतंत्रता दिवस की हार्दिक शुभकामनाएं देता हूं। आज हम यहां देश का 78वां स्वतंत्रता दिवस मनाने के जुटे हैं। पूरा देश आजादी की सालगिरह के जश्न में डूबा है। इस वर्ष भारत सरकार  ‘विकसित भारत’ थीम के तहत स्वतंत्रता दिवस मना रही है। इस थीम के जरिए भारत सरकार 2047 तक देश को एक विकसित राष्ट्र बनाने की दिशा में फोकस कर रही है।

साथियों, 15 अगस्त का शुभ दिन भारत के रीजनीतिक इतिहास में सबसे ज्यादा अहमियत रखता है। 15 अगस्त ही वह दिन है जब देश को अंग्रेजों की 200 सालों की गुलामी की बेड़ियों से मुक्ति मिली थी। ब्रिटिश राज में देश की जनता पर काफी अत्याचार किए गए। ब्रिटिश हुकूमत के जुल्मों से देश की जनता को छुटकारा दिलाने के लिए सैंकड़ों स्वतंत्रता सेनानियों ने अपने प्राणों की आहुति दे दी। ऐसे में यह दिन उन महान क्रांतिकारियों और स्वतंत्रता सेनानियों के बलिदान को याद करने का भी है जिन्होंने देश को आजादी दिलाने के लिए अपना सब कुछ दांव पर लगा दिया। देश को आजाद कराने में महात्मा गांधी, सुभाष चंद्र बोस, भगत सिंह, मंगल पाण्डे, ,राजगुरु, सुखदेव, जवाहरलाल नेहरु, लाला लाजपत राय, बाल गंगाधर तिलक जैसे कई क्रांतिकारियों और स्वतंत्रता सेनानियों का अहम योगदान रहा। यह दिन इन सभी क्रांतिकारियों और स्वतंत्रता सेनानियों को नमन करने और श्रद्धांजलि देने का दिन है। 

स्वतंत्रता दिवस 2024 Independence Day 2024: भारत का स्‍वतंत्रता दिवस हर साल 15 अगस्‍त को हर्षोल्‍लास के साथ मनाया जाता है।

 अंग्रेजों की लंबी गुलामी के बाद भारत ने आखिरकार 15 अगस्त 1947 को ही आजाद हवा में सांस ली थी।

इस दिन देश ने आजाद सुबह का सूरज देखा। ये हमारा राष्ट्रीय पर्व है। 

स्वतंत्रता दिवस भारत की आजादी का प्रतीक है। ये दिन हर भारतीय को नई शुरूआत की याद दिलाता है। 

जब अंग्रेजों ने देश की बागडोर भारतीयों को सौंप दी थी।

FAQ

स्वतंत्रता दिवस पर क्या होता है

स्वतंत्रता दिवस यानी 15 अगस्त को प्रधानमंत्री लाल किले पर तिरंगा झंडा फहराते हैं। इसके एक दिन पहले राष्ट्रपति टीवी पर राष्ट्र के नाम संदेश देते हैं। लाल किले पर ही नहीं इस दिन देश भर में राष्ट्रीय ध्वज फहराया जाता है, और स्वतंत्रता सेनानियों को याद किया जाता है। आजादी के जश्न में पूरा देश शामिल नजर आता है। घरों में तिरंगा फहराया जाता है। स्कूलों में बच्चे इस दिन खास प्रोग्राम भी परफॉर्म करते हैं।

15 अगस्त को ही क्यों मनाया जाता है स्वतंत्रता दिवस

करीब 200 साल से ज्यादा ब्रिटिश शासन के बाद 15 अगस्त को देश स्वतंत्र हुआ। ब्रिटिश संसद ने 30 जून, 1948 तक तत्कालीन वायसराय लॉर्ड माउंटबेटन को भारत को सत्ता हस्तांतरित करने का आदेश दिया था। हालांकि, लॉर्ड माउंटबेटन ने इस तारीख को और पहले कर दिया। उन्होंने 15 अगस्त 1947 की तारीख तय कर दी जब भारत की स्वतंत्रता का ऐलान किया गया। राजगोपालाचारी का कहना था कि माउंटबेटन ने आजादी की तारीख को आगे बढ़ाने का फैसला इसलिए लिया था, जिससे देश में कोई स्थिति न बिगड़े। 15 अगस्‍त 1947 वह खास दिन था जब भारत को ब्रिटिश उपनिवेशवाद से स्‍वतंत्र घोषित किया गया। देश की बागडोर भारतीयों को सौंप दी गई।

इसलिए चुना गया 15 अगस्त का दिन

भारत के तत्कालीन वायसराय माउंटबेटन ने सत्ता ट्रांसफर करने के बाद 15 अगस्त को ही देश की आजादी का दिन खास वजह से चुना था। दरअसल, इसी दिन द्वितीय विश्व युद्ध में जापान के आत्मसमर्पण करने के दो साल पूरे हो रहे थे। माउंटबेटन ने इसी को ध्यान में रखते हुए 15 अगस्त वाले दिन ही भारत की आजादी का ऐलान किया। इसी के साथ जरूरी औपचारिकताएं पूरी की गई और फिर लोग इसी दिन को स्वतंत्रता दिवस मनाने लगे।

15 अगस्त को अंग्रेज, भारत छोड़ने को क्यों हुए मजबूर

15 अगस्त, 1947 को भले ही देश आजाद हुआ। लेकिन इस आजादी के लिए हमारे कई स्वतंत्रता सेनानियों की अपने प्राणों की आहुति भी दी। भारतीय स्वतंत्रता संग्राम के अंतिम चरण में स्थानीय जनता का दबाव बढ़ने लगा। भारत में ब्रिटिश शासन के ताबूत में आखिरी कील 1946 के रॉयल इंडियन नेवी विद्रोह के रूप में लगी। इसी के बाद अंग्रेजों को पता लग गया कि वे स्थानीय सशस्त्र बलों पर नियंत्रण खो रहे हैं। हालात बदल चुके थे ऐसे में ब्रिटिश संसद ने भारत को सत्ता हस्तांतरित करने का आदेश जारी कर दिया।

स्वतंत्रता दिवस थीम क्या है?

इस साल 15 अगस्त यानी स्वतंत्रता दिवस की थीम 'विकसित भारत' है, जो कि 2047 तक भारत को एक विकसित राष्ट्र में बदलने के सरकार के दृष्टिकोण के अनुरूप है। 2024 में भारत की आजादी के 100 साल पूरे होंगे। भारत सरकार का लक्ष्य भी आजादी के 100 साल पूरे होने तक देश को विकसित राष्ट्र बनाना है।

स्वतंत्रता दिवस स्पीच

"नमस्ते, आदरणीय अतिथियों, शिक्षकों, अभिभावकों, और मेरे प्यारे साथियों को। आज, हम सब यहां एकत्रित हुए हैं भारत के सबसे महत्वपूर्ण दिन, हमारे 'स्वतंत्रता दिवस' को मनाने के लिए। यह दिन न केवल हमारे देश की आजादी का प्रतीक है, बल्कि यह उन लाखों स्वतंत्रता सेनानियों की याद दिलाता है जिन्होंने अपनी जान की परवाह किए बिना हमारे लिए स्वतंत्रता प्राप्त की। आज हम उन्हें श्रद्धांजलि अर्पित करते हैं और उनकी विरासत को याद करते हैं।"

कैसे मिलेगा स्वतंत्रता दिवस कार्यक्रम का टिकट

स्वतंत्रता दिवस के अवसर पर लाल किले पर आयोजित कार्यक्रमों के लिए टिकट प्राप्त करना एक विशेष अनुभव हो सकता है। स्वतंत्रता दिवस के मुख्य कार्यक्रमों में भाग लेने के लिए निम्नलिखित प्रक्रिया का पालन कर सकते हैं। सरकार की आधिकारिक वेबसाइट aamantran.mod.gov.in पर जाएं जहां स्वतंत्रता दिवस कार्यक्रमों के लिए टिकट उपलब्ध होते हैं। सुनिश्चित करें कि आप केवल आधिकारिक और सुरक्षित पोर्टल्स का ही उपयोग करें। आपको ऑनलाइन पंजीकरण फॉर्म भरना होगा, जिसमें आपके व्यक्तिगत विवरण जैसे नाम, संपर्क नंबर, ईमेल पता, और पहचान पत्र की जानकारी शामिल हो सकती है। सफल पंजीकरण के बाद, आपको ईमेल या एसएमएस के माध्यम से ई-टिकट प्राप्त होगा, जिसे आप प्रिंट करके ले जा सकते हैं।



विषय और मुख्य बिंदु:
1. स्वतंत्रता संग्राम के नायक और उनके योगदान

महात्मा गांधी का सत्य और अहिंसा का मार्ग

भगत सिंह, सुखदेव, और राजगुरु का बलिदान

नेताजी सुभाष चंद्र बोस और आजाद हिंद फौज

सरदार वल्लभभाई पटेल की एकता की भावना


2. स्वतंत्रता प्राप्ति के बाद की चुनौतियां और उपलब्धियां

विभाजन और उसका प्रभाव

भारत का संविधान और लोकतंत्र की स्थापना

कृषि, विज्ञान, और प्रौद्योगिकी में विकास

सांस्कृतिक और भाषाई विविधता का सम्मान


3. राष्ट्रीय एकता और अखंडता

धर्मनिरपेक्षता और विविधता में एकता

जाति, धर्म, और भाषा की बाधाओं को पार करना

राष्ट्रीय पर्व और त्योहारों के माध्यम से एकजुटता का प्रदर्शन


4. वर्तमान चुनौतियां और भविष्य की दिशा

आर्थिक विकास और गरीबी उन्मूलन

शिक्षा और स्वास्थ्य क्षेत्र में सुधार

पर्यावरण संरक्षण और जलवायु परिवर्तन से निपटना

डिजिटल इंडिया और तकनीकी प्रगति का महत्व


5. युवा पीढ़ी की भूमिका

देशभक्ति और जिम्मेदारी की भावना का विकास

स्वतंत्रता सेनानियों के आदर्शों का पालन

स्वयंसेवा और सामाजिक योगदान का महत्व

भ्रष्टाचार और अन्य सामाजिक बुराइयों से लड़ना


6. भारत के विश्व मंच पर बढ़ते कदम

वैश्विक राजनीति में भारत की भूमिका

अंतरराष्ट्रीय व्यापार और साझेदारियाँ

संयुक्त राष्ट्र और अन्य संगठनों में योगदान

शांति और विकास के लिए भारत का दृष्टिकोण


समापन
"आज, हमें यह संकल्प लेना चाहिए कि हम अपने देश की प्रगति और एकता के लिए हमेशा तत्पर रहेंगे। आइए हम सब मिलकर अपने स्वतंत्रता सेनानियों के सपनों के भारत का निर्माण करें। स्वतंत्रता दिवस के इस पावन अवसर पर, मैं आपको धन्यवाद देता हूँ और आशा करता हूँ कि हम सब मिलकर भारत को और भी उज्जवल बनाएंगे। जय हिंद!

 

15 अगस्त 2024 को भारतीय 78वां स स्वतंत्रता दिवस मनाएंगे। इस अवसर पर भारत के लोग अपने घरों, दफ्तरों, सार्वजनिक स्थल, स्कूल, कॉलेज और सरकारी भवनों आदि जगहों पर उत्सव बनाते हैं। आजादी के इस जश्न में गीत-संगीत, नाटक और भाषण आदि कार्यक्रम होते हैं। उत्सव की कई गतिविधियां की जाती हैं। 15 अगस्त स्वतंत्रता दिवस के दिन भाषण देकर हम अपने महान नायकों का सम्मान कर सकते हैं। स्कूलों-कॉलेजों और अन्य संस्थानों में प्रेरणादायक भाषण देकर आप श्रोतागण में जोश भर सकते हैं। आप अपने जोशीले भाषण से तारीफ बटोर सकते हैं। इस आर्टिकल में हम आपको ऐसे ही भाषण का उदाहरण दे रहे हैं, जिसे सुनकर लोग तालियां बजाने पर मजबूर हो जाएंगे।

स्वतंत्रता दिवस सच्चे देशभक्तों के लिए बहुत महत्वपूर्ण है। स्वतंत्रता दिवस हमें ब्रिटिश शासन के 200 वर्षों के बाद मिली आजादी और उन शहीदों की याद दिलाता है जिन्होंने देश की खातिर अपना बलिदान दे दिया। 15 अगस्त के दिन भारत के लोग खुशी-खुशी आजादी का जश्न मनाते हैं। यह दिन आपकी मातृभूमि के प्रति आपके प्यार और गौरव को दर्शाता है। भारत के लोग अलग-अलग तरीकों से इस दिन को मनाते हैं।

कुछ लोग ऐतिहासिक स्थानों पर पिकनिक मनाते हैं, कुछ बाइक रैली निकालते हैं तो कुछ देश के झंडे के रंग के कपड़े पहनते हैं। वहीं कई लोग ध्वजारोहण समारोहों में भाग लेते हैं। बता दें कि शैक्षणिक संस्थानों में कई स्वतंत्रता दिवस कार्यक्रम आयोजित किए जाते हैं जहां छात्र कई प्रेरक भाषण देते हैं और स्वतंत्रता दिवस से संबंधित कई अन्य गतिविधियों में भाग लेते हैं।

एक छात्र वक्ता के रूप में यह आपका नैतिक कर्तव्य है कि आप उन भारतीय स्वतंत्रता सेनानियों का सम्मान करें जिन्होंने अपने देश की समृद्धि और स्वतंत्रता के लिए अपने जीवन का बलिदान दिया। इस स्वतंत्रता दिवस पर दीजिए छोटा और असरदार भाषण। 

 


Share:

you are facing an OTP or Adhar-PAN link problem in e-verification

Two-factor authentication has been removed and the Card & PIN option has been added in version 8.6 of the DigiPay Mobile App. The update is available on MGov and Google Play Store. MGov: https://apps.mgov.gov.in/details?appid=2413 Google Play Store: https://play.google.com/store/search?q=Digipay&c=apps&hl=en-IN&pli=1 अधिक जानकारी के लिए फ़ॉलो करें: https://whatsapp.com/channel/0029Va8nUH79sBIIGzMfDF3n धन्यवाद सीएससी टीम उत्तर प्रदेश।

If you are facing an OTP or Adhar-PAN link problem in e-verification, please follow the process in the video. You can request the password from Tax2win to follow the process.
Share:

Search This Blog

Contact Form

Name

Email *

Message *